Search

How to Create a Blog in Hindi

How to Create a Blog in Hindi



Hello friends apka swagat hai Tech 18 par. Dosto agar aap bhi ek Blog ya Website banana chahte hai or Blog se paise earn karna chahate hai to hum aj apko iske bare mai batane wale hai.
Humne apne pichle article mai bataya tha "What is Blogging" (Blogging क्या है). 


Is article mai hum जानेगे "How to Create a Blog" (ब्लॉग कैसे बनायें).
Dosto Google ka ek product hai Blogger.  Aap Blogger use karke free mai apna Blog bana sakte hai. Apko Blogger mai blog banane ke lie ek bhi ruppe kharch karne ki jarurat nahi padti .Mera ye Blog TECH18 bhi Blogger mai hi hai.  

Ha kuch समय बाद में apko apne Blog mai Google Adsense approve karane k lie ek custom domain purchase karna pad sakta hai. Lekin wo बाद ki बात hai. 


Abhi hum जान lete hai ki  " How to Create a Blog" ब्लॉग कैसे बनाये wo bhi bilkul free mai.

Requirement : Blogger mai Blog banane के लिए apko kin चीजो ki jarurat hogi:

Google Account (Gmail Account)
Computer/Laptop or Mobile Phone/Tablet.
Internet
Basic Computer Knowledge
Time

Steps to Create a Blog in Hindi:


Step 1:  Sabse pehle ap Google pe type kijie Blogger or enter kar dijiye. Yaha par apko sabse upar www.Blogger.com ka link dikhai dega uspe click kar dijiye.

Step 2 : Blogger.com mai apko Create your Blog ka option dikhai dega uspe click kar dijiye.



Step 3: Uske bad apko wha pe apne Gmail ID se login karna hai. Agar apke pas Gmail ID nahi hai to new bana lijiye.

Step 4: New Gmail Id se login karne के बाद apko Google plus profile ya Blogger profile me se kisi ek ko select karne ka option aega to apko "Blogger Profile" ko select karna hai.

Step 5: Uske bd "Create a New Blog" mai click karne ke बाद ek new window open ho jega . Isme apko apne Blog ka Title or URL address set karna hai.



  • Title : Aap apne naye Blog ka jo bhi Title Name rakhna chahate hai wo yaha par Likhe. Jese ki mere Blog ka title hai (TECH 18). Asa hi kuch aap bhi apne blog ke lie unique sa title set kare.
  • Address : Yaha pe apko apne Blog ka URL link dalna hai. Jese ki mere Blog ka URL link hai www.mytechno18.blogspot.com wese hi apko bhi apne blog ka address dalna hai. Apko asa unique address dalna hai jo pehle se kisi ne na liya ho.
  • Template : Yaha pe apko apne Blog ka design select karna hai. Jb log apke Blog ko kholke dekhege unhe jo Blog ka look ya theme dikhai dega wo apko select karna hai. बाद में aap ise change bhai kar sakte hai or apne hisab se customize bhi kar sakte ho.

Step 6 : Is sab ke bad apko 'Create Blog' pe click karna hai.

Step 7 : Congrats , Ab apka Blog बनके ready ho gaya hai. Aap ab View Blog mai Click karke apna Blog dekh sakte hai.

Step 8 : ApKo apne Blog me Content add karne k lie "New Post" mai click karna hoga or upar Post Title mai Title daliye or fir niche article/content likhne ke बाद Publish pe click karke use publish karna hoga. Ap apne Blog mai photo , videos , links bhi add kar sakte hai.



Aap apne Blog ko monetize kar ke usse paise earn kar sakte hai. Blog ko monetize karne ke lie sabhi Bloggers ki pehli pasand Google Adsense hi hoti hai. Aap Google Adsense Approval Tricks post padhe ke apne Blog ko se paise earn kar sakte hai.


तो friends आपको अगर हमारी ये पोस्ट acchi लगी तो इसे jarur share करिए. अगर इसके अलावा भी आपके कोई सवाल है तो आप नीचे कमेंट बॉक्स में पूछ सकते हैं। अगर आप मुझे कुछ सुझाव देना चाहते तो जरूर दीजिए।


2 comments:

Powered by Blogger.