Search

What is Blogging in Hindi

Hello friends apka swagat hai TECH 18 par. Aj hum Blogging ke bare mai बात karenge.
What is Blogging , Blogging क्या है , Blog क्या है,  Blogging कैसे start kare , Blogging के फायदे or Blogging se ap paise कैसे kama sakte hai.
To chaliye hum जान lete hai Blogging ke bare mai.

What is Blogging in Hindi

What is Blogging/ Blogging क्या है?


Dosto Blogging ka matlab hota hai likhna. Agar hum kisi topic ke bare mai likhte hai ya kisi topic k bare mai hume jankari hoti hai to us topic pe apne views share karne ko Blogging kehte hai.
Jo insaan Blogging karta hai use hum bolte hai 'Blogger'. Blogging har koi kar sakta hai . Agar kisi bande ko kisi particular field ke bare mai achi jankari/knowledge hai to wo Blogging kar sakta hai.

What is Blog/ Blog क्या है?


Blog WEBLOG kis short form hai.
Blog ek website या webpage hota hai. Jispar ap kisi topic par apni राय, jankari ya anubhav record kar dusro ke sath साझा kar sakte hai. Pehle jese log Diary likhte the wese hi ajkal agar hum Internet par online ek patrika likhte hai use Blog kehte hai.
In Simple Words -Internet mai Jaha par हमे लिखित मैं jankari milti hai use Blog kaha jata hai.

What is Blogging in Hindi


How to start Blogging/ Blogging कैसे शुरू करे?


Blogging start karne ke lie apke pas bus ek computer, mobile phone or internet connection chahiye. Bus itne se hi ap Blogging shuru kar sakte hai.
Wese to internet pai bahut sare Blogging platform hai jese ki : Blogger , WordPress, Wix , Tumblr etc. Par inme se kuch platform 100% free hai or kuch paid hai.
Internet pe sabse acha Blogging platform Blogger और Wordpress ko माना jata hai. In Blogging platforms ke jariye aap Blogging start kar sakte hai.


Blogging के फायदे?


Blogging ke jariye ap apne ideas ko dunia ke samne share kar sakte hai.

Blogging ke jariye ap apna talent logo ke sath internet ke माध्यम se share kar unki help kar sakte hai.

Blogging se aap Popular ho sakte hai. Blogging khud ke Promotion ka ek bahut badia साधन है। यदि apko Sports ki achi knowledge hai , Cooking ki achi knowledge hai , Tech se related जानकारी hai, Fitness se related knowledge hai to ap Blogging ke jariye apne views or knowledge लोगो ko share kijiye. Isse ap ko Popular hone mai bhi help milegi.

Blogging se aap ache khase paise kama sakte hai.

Blog se Paise (₹) kese earn kare?


Agar apke Blog ya Website mai acha traffic ata hai yo ap usme ADS (Advertisement) lagake earning kar sakte hai. Apke blog website mai ache visitors ate hai to apki achi earning hogi.
Google Adsense, Media.net, Adnow, Info links, Pop Ads ye kuch Advertisement platform hai jisse ap apne blog ko monetize kar sakte hai or paise kama sakte hai. Iske alawa aap Affiliate Marketing karke bhi paise kama sakte hai.

To Friends Agar Blogging mai apko apna Career banana hai to uske lie apko hardwork karna padega.
Apko bahut Patience rakhna hoga.
Apko ache ache Quality posts likhne padege or regular post likhne padenge . Tabhi ap blogging मैं सफल ho paenge.

तो friends ab तक आप जान चुके होंगे कि Blogging क्या है , Blogging ke kya फायदे है, Blogging कैसे शुरू करे और इससे हम कैसे earning kar सकते हैं । अगर इसके अलावा भी आपके कोई सवाल है तो आप नीचे कमेंट बॉक्स में पूछ सकते हैं। अगर आप मुझे कुछ सुझाव देना चाहते तो जरूर दीजिए।

Thank You

No comments:

Powered by Blogger.